Masail

Fajr Namaz ka waqt kam tha wazu karte to waqt khatm ho jata tayammum karke 2 farz namaz padhli.

Kya waqt kam hone ki wajah se tayammum kar ke amaz padh sakte hai. Jab ke pani ho or waqt kam ho. Ya Wapas Padhni Padegi ? Jawab: Agar waaqai itna hi waqt hai ke wazu karega to waqt khatam ho jayega to tayammum kar ke farz ada karle. Magar suraj tulu hone ke 15 minute baad wazu karke us amaz ka Iaada (Repeat) kare. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button