Masail
Zakat ka paisa kisi trust ko agar milta hai. To kya usko saal guzrne tak kharch kar dena padega.
Ya is tarah zakat ki rakam agar jyada ho jaye to kya karna chahiye? Jawab: Zakat ki raqam jab tak faqeer ki milkiyyat mein a jaayein, zakat ada a hogi aur takheer ka gunah hoga. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—