Masail
Ek ladki ki umar 15 saal hai or uske sare baal safed hogaye hai.
Jiski wajah se uska rishta bhi ahi ho raha hai. Yo kya aisi surat me ladki balo par kala khizab laga sakti hai. 2) Aur Kale kiye bina rishta a ho tab Dusra color karenge. To pata chal jayega iske baal safed hai. Aisi surat me kya kare? Jawab: Kaale ke ilawa koi dosra rang Istemal kare. 2) Aaj ke zamane me logo me dosre colour ka fashion bhi hai. Lehaza kaale ke ilawa koi aur rang lagaye. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—