Masail

Kya wo saheeh kar rahe hain. nHazrat Rehnumai Farmayein. n

Aala hazrat azeemul barakat saiyyiduna Imam Ahmad Raza fazil e barailvi se sawal hua ke bawaqt e dafn e maiyyat ke dua wagairah parh ke chhote chhote dhela wagairah par dam kar ke qabr ke andar rakhna jaayez hai ya ahi? ISKE ME IRSHAD FARMATE HAIN Koi harj ahin jabke jagah a ghere. n(Fatawa razviyyah jild 4 safah 161) Huzoor sadrushshariah badruttariqah irshad farmate hain Parh kar qabr ke andar mitti rakhne me harj ahi. n(Fatawa amjadiya jild 1 safah 333) Dosri jagah farmate hain Kuchh kankariyo par quran majeed parh kar dam kar ke qabr me bagarz e tabarruk rakhein is mein aslan harj ahi, balke behtar hai. n(Fatawa amjadiya jild 1 safah 330) Qul ki mitti rakhne me quran shareef ki soorat ki tilawat ki jaati hai. Lihaza isko rokna quran ki tilawat se rokna hai aur ise isal e sawab bhi karte hain isse bhi rokna hua. Lihaza isko rokna munasib ahi. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button