Masail
Aaj kal log jinko aulad nahin hoti woh bachche adopt karte hai Anath ashram se. Kya aisa karna jayez hai?
Jawab : Bacche Godh lene me koi Harj ahi hai. Magar jab wo Baccha baalig hoga to Mahram o Gair Mahram ka Hukm Uske sath bhi hoga. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—