Masail

Azaan ya takbeer dene ke waqt ek martaba hayya alas salah ya dusri koi line bolna bhool gaye.

Ya ek hi line ko do se zyada baar padhe. To azaan ke takbeer ka kya hukam hai. Hojayegi ya wapas dohrayi jaye ? Jawab: Azaan ke Tamam Kalimaat Assalaato khairum Minan Naum ke ilawa Unki Ta’dad ke sath Sharait e Azaan o Iqamat se hain ke unme se kisi ke chhut jaane par un alfaz ko dohra liya jaaye aur agar Azaan mukammal ho gayi to dobara azaan di jaaye. Haan agar do se zaayed martaba kalimaat e takbeer kahe to iaada (repeat) ahi. Wa-Allahu Ta’ala A’lam Isi tarah agar iqamat me ek baar hi kisi kalima ko kahe to Bhi iaada (repeat) ki zarurat ahi. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button