Masail
Kya Shariyat me Sagi Bhabhi se Bhi Chehre ka Hath Aur Pair ke Panje Ka Pardah Wajib hai?
Ek Joint Family me 3 bhai rahte hain Bade Bhai ki Shadi Ho chuki hai Baqi Do Bhai Bade Bhai ki Biwi (Apni bhabhi) se Baat chit karte hain Aur Chehre ka Parda ahi Karte. To Aise Me Unpar kya Hukm Hai? Jawab: Ek sath rehne ki wajah se harj e shadeed hai is liye chehra aur hatheli aur qadam ka parda a kar sake to harj ahi. Magar tanhaai me kisi ke sath a rahe. Aur fitne ka andesha ho to usse bhi bache. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—