Masail

1- Jo aam logo ke paas se Chanda karke, banayi pakayi gayi ho. Jisme 100% Shaq-Wa-Shuba ka ilm rehta hai, ki voh

(a) RIZQ-E-HALAAL se Hai ya ahi? n(b) Aehle Aqeeda se haasil hai ya ahi? 2- Aisa Shaq wa shubah me, aam logon Ko kya karna chahiye ? 3-Jyada tar masjido me bhi Chanda hota hai. Jaha par koi parhej ahi Hoti, logo ke Imaan ke baare me Aur vohi paiso se NAZRO-NIYAZ Hoti hai. Uske baare me kya Hukam hoga ? Jawab Jab Maloom ahi ke ye paise halal hain ya haraam to wo apni asl yaani ibaahat par baaqi rahega. Yaani usko fatiha ke liye Istemal karna jayez hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button