Masail
Agar kisi ne deobandi ki Namaze janaza pari to kya hukam hai ?
Qasdan ya Sahwan dono hukam bayan farmaye. Jawab Agar uski badmazhabi hadd e kufr ko pahoch chuki thi aur uski amaz e janaza parhi to ye kufr hai us par tauba o tajdeed e iman lazim hai. Aur agar Anjaane me parhi to apni baraa’t ka e’laa kare aur ehtiyatan tauba o tajdeed e iman bhi kar le. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—