Wazifa
Tez bukhar ke liye ko wazifa bata dijiye.
Jawab Surah Fatiha ? ke sath Mila kar 7 baar parhein Aur pani par damm karein aur bachche par damm karein aur pani pilaayein. Ya phir Surah Mujaadalah Ek baar parh kar damm karein. Durood e shifa 21 baar parh kar damm karein pani par aur us par. n
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi