Masail
Agar koi whatsapp par salaam karta hai toh use likh kar yani msg karke jawab dena wajib hoga
Ya agar wo msg padh kar zaba se Walaikumassalaam bole aur msg a kare. Toh kya uska wajib ada ho jayega. Jawab: Msg parh kar zabaan se jawab keh lene se wajib ada ho jayega. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—