Masail
Zaid Per Ghusl-e-Janabat Wajib ho gaya, Ab woh is tarah Ghusl karta hai ke Sirf Faraiz-E-Ghusl Ada Karta hai.
Yaani Wazu ahi karta, To kya woh Paak ho gaya? Kya woh Namaz, Quran padh sakta hai? Jawab: Agar ghusl ke farz ada kar liya to uska ghusl ho gaya aur us tahaarat se Namaz o deegar ibadat kar sakta hai. Magar bila uzr aisa karna khilaaf e sunnat hai makrooh hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—