Masail
Zaid ka sawal hai ek shakhs ka 2 kattha zameen tha uspar unlogo ne aaj se 60 ya 70 saal pahle apna personal Qabristan banaya tha
Uske baad unlogo e wo qabristan me dafnana band kardiya kuch ikhtelaaf ke waja se. Ab uss qabristan ka Batwara hua jiske 4 hisse hue or usme se 3 hisse par waha ke logo e apna apna ghar bana liya hai. Kya ab jo ek hissa baaqi hai uspar zaid ghar bana sakta hai. Jawab: Jab wo Zameen Qabristan ke liye waqf ho gayi to ab us par makan banana jaayez ahi. Behtar hai ke tafseel ke sath darul ifta me istefta karein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—