Masail

Agar is Baat ka Itminaan ho Ke Inzaal Nahi Hoga, Tab Kiya Hukm Hai?

Kanzul Imaan Group ® Roze ka Bayaan #1144. ? Masla – Roze mein aurat ka bosa lena galey lagana aur jism ko chuna makrooh hai. Jabki iss baat ka darr ho ke inzaal Hojayega, yaa jima mein mubtela hoga. Hoñth aur zaban choosna roze mein mutlaqan makrooh hai. Raddul Muhtaar, Jild 3, Safah 454 Jawab: Hont Wagaira Choosna Mutlaqan Makrooh e Tahrimi Hai. Aur Dosri Baatein Jo Zikr ki Gayi, wo Bhi Jima, Ya Shahwat ki Janib le Jaane Wali Hain. Lehaza Agar Shahwat Hui to Makrooh. Aur Agar is Niyat se Aisa a Kiya, Balke yu hi Gale Lagaya, Ya Bosa Liya Tab bhi Makrooh e Tanzeehi Hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button