Masail
Agar ruku ke baad seedha na khada hua aur akhiri me sajda e sahw karle to kya namaz nahi hogi?
Jawab: Bila uzr e sharai Ruku se seedha khada a hua jise qauma kaha jata hai to amaz makrooh e tahrimi hogi aur Dohrana wajib hoga. Sajda e sahw se Uska izala a hoga. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—