Masail

Agar Kisi Wajah Se Peshab Me Dhaat Choot Rahi Hai. Toh Woh Namaz Kis Tarah Ada Karein

Aur Kya Ghusl Karna Wajib Hoga. Ya Phir Kapde Badal Kar Namaz Ada Kar Sakhte Hai ? Jawab: Begair Shahwat Mani Nikalne se Ghusl Wajib Nahi Hota. Istenja Kar Ke Wuzu Kar Lena Kaafi Hai. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button