Masail
Agar Koi Zaeef Aurat Jisko Apni Zaeefi ki Wajah se Taraweeh Ki Namaz Padhne me Mushkil ho Rahi Hai
Hazrat To Aisi Soorat Me Taraweeh Ki Namaz Na Padhne Par Kya Hukm Hai? Taraweeh Ki Namaz Ke Badle Kuch Fidya Ya Kaffara Ada kar Sakti Hai? Agar Kar Sakti Hai to Kitna Fidya Dena Hoga? Jawab: Baith kar Parhein, Ya Toh Ishare Se Parhein Ji Haan Taraweeh Sunnat e Muakkidah Hai Aur Us Ka Chhorna Isaa’at (Gunah) Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—