Masail
Hazrat Jo Umrah Karne Jaate Hai Wo Ek Do Ramzan Sharif India Mai Karte
Fir Waha Jaate Hai, Fir Waha Ke Hisab Se Roza Or Eid Karte Hai. Jawab: Jis Jagah Insan Pohche Wahan ki Tareekh Ka Etebaar Hoga. Lekin Khayal Rahe Ke Waaqai Shar’an Ruyat Ke Etebar se Wahan Ki Tareekh Ho. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—