Masail

Masjid me CCTV lagana kaisa ? Kya lagana Sahi Hai?

Jawab: CCTV cameras, ya kisi dosre camera ke zariye screen par jo kuch azar aaye tahqeeq ye hai ke uska hukm tasweer ka hai, aur bila zarurat jandar ki tasweer khenchna khechwana jaayez ahi. Hadees shareef me hai ke “qiyamat ke din sab se sakht azaab tasweer banane walo par hoga”. Aala hazrat fazil e bareilwi quddisa sirruh ul azeez farmate hain. Lehaza masjid, ya darul uloom me, ya uske baaher CCTV cameras lagane ki shar’an ijazat ahi. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button