Masail

Zaid Bagair Topi Baith Kar Ice-cream Kha Raha Tha Kya Bagair Topi ke Ice Cream Kha Sakte Hai?

Aur Bola Gaya Toh Zaid Kehta Hai Meri Marzi, Aisa Kehna Kaisa? Baraye Meherbaani Rehnumayi Farmayi Jawab: Begair Sar Dhanke Hue Khana, Peena, Khane Peene Ke Adaab Ke Khilaaf Hai. Aur Musalmano ki Shan Ke Khilaaf Hai. Ye Kehna Ke Meri Marzi Jaise Chahu khaau Nahi Kehna Chahiye. Use Chahiye Ke Jis Se Kaha Hai us Se Muaafi Maange. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button