Masail
Aaj subha ki Fajr ki farz namaz me shamil hone ke liya sunnat chhodni padi
To ab sunnat kab ada karni chahiye ? Jawab: Agar Fajr ki farz amaz parh li to Suraj ikalne ke baad jab makrooh waqt khatam ho jaaye (yaani suraj ikalne ke 15 min baad) us waqt Sunnat ki qaza kare. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—