Masail
Khade Hokar Paani Peena Kaisa?
Koi Aisi Chiz Jiska Shumaar Giza Mein a Hota ho. Kya Woh Khade Hokar Kha Sakte Hai? Baraye meherbani Rehnumayi Farmayi Jawab:: Khade Ho Kar Peena, Khana Mazmoom aur Khilaaf E Sunnat hai. Wo Cheezein Jise Aam Taur par Baith Kar Hi Khaya Jata Ho, Ya Khade Ho Kar Khana Bura Samjha Jaata Ho. Use Khade ho Kar aa Khaya Jaaye. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—