Masail

Hazrat ek Bhai ne Baato Baato Me Keh Diya, Kuch Miya Bhai Bahot Bekaar Hote Hai.

Toh Kya Ye Geebat Hui? Ab is Baat Ka Kya Kaffara Karna Padega? Jawab: Ye Geebat Me Shamil Nahi Ke is Jumle Me Kisi Musalman Ko Khaas Nahi Kiya Gaya. Haan, Buraai Zarur Hai aur Aisa Begair Wajah o Sabab Kehna Jaayez Nahi. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button