Masail

Mujhe ek dost ne bataya ke Oonth ki Peshab Peene ka hukm hai?

Hadees Me shifa ke liye Bukhari aur Muslim Shareef se raavi hai. Kya ye sahi hai ? Kya Peshab haram ahi hai? Jawab: Ye Huzoor ﷺ ka ilm e Gaib hai ke Apke ilm me tha ke wo log murtad ho jayenge. Aur Murtad khud ajis hai. Lehaza unhe untni ke peshab peene ka hukm diya ye hukm Unlogo ke sath khaas tha. Wa-Allahu Ta’ala A’lam n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button