Masail
Mayyat Ko Ghusl Dene Me Mayyat Ko Wazu Karwate Waqt
Kya Uske Aaza Alag Alag Log Dhul Sakhte Hai. Ya Ek Hi Insan Hi Faraidh Ko Ek Ke Baad Ek Ada Kare? Rahnumayi Farmayein. Jawab: Alag Alag Hazrat Bhi Agar Kuch Kuch Aaza Par Paani Daalein Aur Mukammal Ghusl Kara Dein To Harj Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—