Masail

Aurat Ya Mard Ke Kapdo Me Jo Button Aur Zip Lagayi Jati Hai.

Woh Pittal Ya Lohe Wagairah Ki Hoti Hai. To Kya Woh Lohe, Ya Pittal Wagairah Type Ke Dhaatu Lage Button Aur Zip Ke Saath Namaz Ho Jayegi? Jawab: Kapro Me Button Agar Dhaat (Metal) Ke Ho. To Unke Lagane Me Harj Nahi. Haan! Zip Agar Kapre Se Chup Jaaye. To Durust Hai, Zip Zaahir Na Ho. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button