Masail
Apne Nabalig Bachche Ki Eidi Ya Digar Jama Rakam Ko Jaise Apne Aage Bataya
Agar Walidain Apne Pe Kharch Nahi Kar Shakte, To kya Yeh Bachcho Ki Nazrane Ke Taur Pe Jama Hui Raqam Bachcho Ki Zarurat Puri Karne Main Istemal Kar Shakte Hain. Ya Walidain Parwarish Main Apni Hi Kamai Lagaye? Aur Agar Aisi Raqam Jo Nabalig Bachcho Ki Milqiyat Hain. Jaise Apne Bataya To Uspar Aanewali Zakat Ke Bare Main Kaun Zimmedar Rahega? Jawab: Waalidain Na Baalig Bachcho ki Jama Raqam Unki parwarish Aur Zaruriyat Me Kharch Kar Sakte Hain Aur Na Baalig Par Zakat Farz Nahi. Lehaza Jin Paiso Ka Wo Malik Hai Unki Zakat a Nikaali Jayegi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—