Masail
Ladke Ka Naam ‘Rishan’ Rakhna Ho To Kaisa Rahega?
‘Rishan’ ka Matlab Hame Mila Wo Hai Ki.. “Good Human Being” Par Hame Yeh Malum Huva Ki Yeh Naam to Hindu Bhi Rakhte Hai aur Unka Meaning ‘Lord Shiva’ Hai. To Ab Yeh Naam Rakhna Chahiye Yaa Nahi? Jawab de kar rehnumai Farmayenga. Jawab: Agar Waaqai ye Naam Hinduo ke Ma’bood e Baatil ka Hai. To Hargiz Aisa Naam Na Rakha Jaaye. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—