Masail
Jumma Ke Dono Kutbah Ke Darmiyan Dua Mangne Ka Tarika Kya Hai?
Hazrat Rahnumayi farmaye Jawab: Jumuah Ke Dono Khutbo Ke Darmiyaan Bhi Khamoshi Ka Hukm Hai. Lehaza Dua Begair Hath Uthaaye Aur Awaz Nikaale Hue Dil Me hi Maange. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—