Masail
Mujhe Apne Bete Ka Naam Mohammed Daniyal Khan Rakhna Hai
Kya Mein Sirf Mohammed Naam Par Aqeeqah Kara Sakta Hu. Ya Pura Naam Mohammed Daniyal Khan Par Aqeeqah Karana Hoga? Jawab: Jo Naam Aap Ne Tajweez Kiya Hai Usi Par Aqeeqah Kiya Jaayein. Agar Sirf Muhammad Par Aqeeqah Kiya Tab Bhi Jaayez Hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—