Masail
Agar Koi Sunni Beech Saff Me Neeche Ya Khursi Par Baith Kar Namaz Padhe
To Kya Qata e Saff Hogi? Jawab: Agar Waaqai Wo Ma’zoor Hai Ke Khade Ho Kar Namaz Nahi Parh Sakta, to Qata e Saff Ka Hukm Na Hoga. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—