Insan ke inteqal ke baad jo ziyarat ka khana hai.
Uss Khaane par kiska haq hai aur usse kaun kha sakta hai? Jawab: Fuqra o masaakin ka haq hai. Gani ke liye munasib ahin teeja o chaliswan wagairah ka khana. Agar gani bhi kha len to gunahgar ahin, magar iss tarh ke khane se gani ko bachna chahiye. Agar malik e sirf faqeeron ke liye khane ka intezam kiya or uski yehi iyat ho to ab gani ko khana jayez ahin. Yunhi agar inn mawaqe par bataure dawat khilaya jaye jab bhi ganiyaa ko khana jayez ahin. Upar ki tafseel se ye baat waazeh hui ke agar malik e faqeeron ke liye khas a ki ho or a hi bataure dawat ho. Balke mahaz sawab ke liye madarse mein khana bhijwaye ya unko ghar pe bulakar khilaye to har tarah ke bachhe kha sakte hain. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—