Masail

Agar kisiki qaza Namaz Baki hai aur wo roz 5 din ki qaza Padhta Hai aur tahajjud bhi padhta hai.

To kya uski tahajjud qabool hogi, jabki uske zimme qaza Namaze baaki ho? Jawab: Jahan tak mumkin ho qaza bhi parhta rahe aur Allah ? ki Rahmat se ummeed rakhe ke wo inke sadqe Nawafil bhi qubool farmaye. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button