Masail
Khade rehkar istinja kiya dhokar fir wazu karke namaz padha
To kya amaz huyi ya dohrana padhega Woh paak raha, ya apak ho gaya ? Jawab: Khade ho kar peshab karna mamnoo hai aur agar aisi jagah khade ho kar peshab kiya jahan se chheente aane ka andesha hai to, Gunah hai. Lehaza Agar khade ho kar kisi e peshab kiya aur uski chheente kapde par agar bahot bareek sui ke ok ke barabar ho, to harj ahi aur agar aisi peshab ki bunde hain ke jinka majmua ek dirham ke barabar ho jaaye. To kapda apaak aur apaak kapre me Namaz bhi a hogi. Use chahiye ke wo Kapde Aur badan paak karke phir Namaz ada karein. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—