Masail
Buzurgaan e Deen Ya Aqabir Aulema ka Inteqal Ho Jaaye
To Kya Unki Pakki Yaa Unchi Mazaar Bana Sakte Hai. Aur Koi Naa Ahl Ya Bad’Mazhab iss Hawale Se Dalil Mange. To Kya Dalil Pesh Ki Jaaye? Jawab: Qabrein Ek Hath Unchi Karne Ki Ijazat Hai, Ke Maloom Ho Ke Wo Qabr Hai. Aur Be Adabi Ya Tauheen Na Ho. Ma’zam e Deeni Ke Liye Kisi Buzurg Ki Qabr Ko Pukhta Karne Me Harj Nahi. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—