JazakAllahu Khairan Ka Matlab Aur Iska Jawab Kya hai
Jawab: Usamah bin Zaid Radiallhu Tala Anhu se riwayat hai ki, RasoolAllah ? e farmaya: n?Agar kisi ke saath koi eki ka suluq kiya gaya aur usne eki karne wale se kaha Jazak Allahu khairan (Allah aapko achcha sila ata farmaye), toh usne uski puri tarif kar di? n(Jamia tirimizi, Jild 1, 2101-Hasan) Umar ibn Khattab RaziAllahu anhu e farmaya: ?Agar logo ko jazak Allahu Khairan kahne ka sawab malum ho jaye tou wo ek dusre ko ye bahut zyada kahne lag jaye? n(Musannaf Ibn Abi Shaybah, 26519) JazakAllahu Khairan Ka Jawab: Mafhoom-e-Hadees: Ek baar Usaid bin Haider RaziAllahu anhu e RasoolAllah ? se farmaya, Ya RasoolAllah ? ! JazakAllahu Khairan (Allah aapko achcha sila ata farmaye) Toh unke jawab me RasoolAllah ? e farmaya: ?Wa antum fa Jazakum Allahu Khairan (Aur aapko bhi, Allah aapko bhi achcha sila ata farmaye?. n(Sahih Ibn Hibban, 7436 -Hasan) Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah رَضِيَ ٱللَّٰهُ عَنْهُ RaziAllahu anhu se rivayat hai ki RasoolAllah ? e farmaya: ?Wo Allah ka ShukrGhuzar ahi ho sakta jo bando ka Shukrguzar a ho?. n(Sunan Abu Dwud, Vol 3,1383-Sahih)
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—