Masail
Agar koi Shakhs Kafir ho jaye To shariyat ka kya hukum hai us par.
Aur Vande matram gane wale par Aur God bless you Oh my God bolne wale par Shariat ka Kya hukum hai. Chahe jaan kar bole ya Anjane me. Jawab: Agar Musalman ho kar Murtad ho jaaye to agar badshah e islam ho to use qatl ka hukm de. Aise me uski biwi uske ikah me a rahi. Vande maa taram kisi e jaan boojh kar gaya ke ye kalima e kufr hai. To irtidad ka hukm hoga, warna tauba o tajdeed e iman o ikah ka hukm hoga. Baqiya alfaz par hukm e kufr to ahi. Haan, use bhi kehne se bachna behtar hai. n
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—