Masail

Suna Hai Muharram Me Sirf Hazrat E Sayyiduna Imam e Hussain Aur Digar Shohda-E-Karbala Radi Allaho Anhum Ajmaeen Ko Hi Isaale Sawab Kar Sakte Hai

Aur Kisi Ko Nahi Kiya. Ye Baat Durust Hai? Jawab: Ji Nahi.! A’ala Hazrat Farmate Hai: Muharram Waghaira Har Waqt Zamana Me Tamaam Ambiya AlaiyhimusSalaato Wassalaam Aur Auliya-E-Ikraam Ki Niyaz Aur Har Musalmaan Ki Fatiha Jayez Hai. Agarche Khas Ashura Ke Din Ho. n( ?24 ?499) Mazeed Irshad Farmate Hai: In Ayyam/Dino Me Siwaye Imam e Hassan O Imam E Hussain Radi Allaho Ta’ala Anhuma Ke Kisi Ki Niyaz Fatiha Na Dilana Jihalat Hai. Har Mahina Har Tarikh Me Har Wali Ki Niyaz Aur Har Musalman Ki Fatiha Ho Sakti Hai. n( , ?24 ?488)

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button