Masail
Tajiya Banane Walo’n Ko Tajiya Banane Ke Liye Chanda Dena
Ya Tajiya Banane Me Madad Karna Kaisa Hai? Jawab: A’ala Hazrat Alaiyhi Rehma Farmate Hai. Tajiya Me Kisi Qism Ki Imdad Jayez Nahi. ALLAH Ta’ala Ne Farmaya: n?: 6? : 2 Tarjuma-E-Kanzul Imaan: Gunah Aur Ziyadati Ke Muamlaat Me Ek Dusre Ki Madad Na Kiya Karo. A’ala Hazrat Alaiyhi Rehma Mazeed Farmate: Alam, Tajiye Me Jo Kuch Sarf Hota Hai. Sab Israaf/Fizul Kharch O Haraam Hai. ?24 ?505
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—