Masail
Alam Tajiya Dekhne Ke Liye Nikalna Kaisa Hai?
Jawab: A’ala Hazrat Alaiyhi Rehma Farmate Hai: Jo Kaam Na Jaayez Hai Usey Tamashe Ke Taur Par Dekhne Jana Bhi Gunah Hai. ?24 499 Mazeed Ek Maqam Par Irshad Farmate Hai: Alam Tajiye Mehandi Unki Mannat, Gasht Chadhawa, Dhol Tashe, Marsiye Matam Masnui Karbala Ko Jana Aurato’n Ka Tajiye Dekhne Ko Nikalna. Ye Sab Baatein Haraam O Gunah O Najayez O Mana Hai. ?24 ?498
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—