Masail
Hazrat Jo Log Job Karte Hai, Wo Log Job Ke Waqt Ke Andar Namaz Chhod Dete Hai
To Kya Poore Din Ki Rozi Haraam Hogi? Ya Sirf Zohar, Asar, Ya Maghrib Ke Waqt Ki Rozi Haraam Hogi? Aur Ye Log Zakat, Lillah Sadqa Aur Hajj Karte Hai. Kya Ye Haraam ka Hoga Ya Halaal Ka ? Jawab: Rozi Haraam Na Hogi. Albatta Namaz Ko Chhodne Ke Wajaah Se Ye Gunahgaar Honge. Janasaheen E Mufti E Azam E Hind Huzoor Tajushshariah Alaihir rahmah war Rizwan
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—