Masail
Agar Dua E Qunoot Na Padhe Toh Kya Hukm Hai?
Jawab: Agar Dua E Qunoot Kasdan (Jaan Boojh) Kar Na Padhe. Toh Namaz e Witr Phir Se Padhe Aur Agar Bhool Kar Na Padhe Toh Aakhir Me Sajda E Sahu Kare!
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—