Masail

13 saal ke bachche ne kasam khayi ke Allah ki kasam mai ghar wapas nahi aaunga aur aagaya

To uska kaffara hoga. Jawab: Agar wo baalig ahi hua to uski kasam ka etebaar ahi. Yaani us par kaffara ahi aur agar wo baalig hai. To ghar aane par us par kaffara wajib hoga. Yaani subah sham 10 miskeeno ko khana khilaaye, ya 10 faqeero ko sadqa e fitr de, ya 10 miskeeno ko kapde pehnaaye. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button