Masail
Azaan Kis Waqt Deni Chahiye ?
Jawab: Jab Namaz Ka Waqt Ho Jaaye, Toh Azaan Deni Chahiye. Waqt Se Pehle Jaayiz Nahi. Agar Waqt Se Pehle Di Gayi, Toh Waqt Hone Par Lautayi Jaaye!
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—