Masail
Azaan Dene Ka Tarika Kya Hai?
Jawab: Masjid Ke Sahan Se Baahar Kisi Buland Jagah Par Qible Ki Taraf Muh Kar Ke Khade Ho Aur Doono Haatho Ke Kalimah Ki Ungliyo Ko Kaano Me Daalkar Buland Awaaz Se Azaan Ke Kalimaat Ko Tehar Tehar Kar Kahe Jaldi Na Kare Aur Hayya Alassalaat Kehte Waqt Dahine (right) Jaanib Aur Hayya Alalfalaah Kehte Waqt Baaye (left) Jaanib Muh Phere!
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—