Masail
Jamat Se Namaz Padhna Farz Hai Ya Wajib ?
Jawab: Jamat Se Namaz Padhna Wajib Hai. Jamat Ke Saat Ek Namaz Padhne Se Sattayis (27) Namazo Ka Sawaab Milta Hai. Bagair Uzr Ek Baar Bhi Choodne Wala Gunahagaar Aur Choodhne Ki Aadath Kar Lene Wala Faasiq Hai.
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—