Masail

Sajda e Tilawat Ka Tarika Kya Hain ?

Jawab: Sajda e Tilawat Ka Masnoon Tarika Yeh Hai Ki Khada Hokar ALLAHU AKBAR Kehte Huwe Sajda Mein Jaaye Aur Kam Se Kam Teen (3) Bar SUBHANA RABBIYAL A’ALA Kahe. Phir ALLAHU AKBAR Kehta Huwe Khada Ho Jaaye Bas. Na Ismein ALLAHU AKBAR Kehte Huwe Hath Uthana Hai Aur Naa Ismein Tashahhud Hai Aur Na Salam.

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button