Masail
Kya Ayat e Sajda Padhne Ke Baad Fauran Sajda E Tilawat Karna Wajib Hota Hai?
Jawab: Agar Ayat e Sajda Namaz Ke Bahar Padhi Hai. Toh Fauran Sajda Kar Lena Wajib Nahi. Haan, Behtar Hai Ki Fauran Kar Le Aur Wazu Ho Toh Takheer Makrooh Tanzeehi Hai.
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—