Masail

Kya masjid ka mehrab kareej e masjid hai ya masjid ka hissa hai.

2) Imam agar puri tarah mehrab ke andar se jamat padaye. Toh kya amaz hogi. Jawab: Mehrab Agarche Masjid hi se hai, magar Mehrab ki surat aur hai’at ikhtelaf e makan ka shubah paida karti hai. Is wajah se Jab ke Masjid me Jagah ki tangi a ho to Imam Mukammal Mehrab me a khada ho. Balke kuch Baaher khada ho ke Pura Andar Khada hona Makrooh hai Aur Agar Jagah ki Tangi ho to Imam ka Mehrab ke Andar khada hone me karaahat ahi. n

—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button