Masail
Paanch Waqt Ki Namazo Me Kul Kitni Rakat Qaza Padhi Jayegi ?
Jawab: Paanch Waqt Ki Namaz Me Kul Bees (20) Rakat Namaz Hai. Doo (2) Rakat Fajr, Chaar (4) Rakat Zohar, Chaar (4) Rakat Asar, Teen (3) Rakat Maghrib, Chaar (4) Rakat Isha Aur Teen (3) Rakat Witr. Khulaasa Ye Ki Farz Aur Witr Ki Qaza Hai. Sunnat Namazo Ki Qaza Nahi Hai!
—
Khalifa-e-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim – Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
—